ला इलाजों को शिफा मसीहा देता है
बेसहारों को उठा मसीहा देता है
1. जिंदगी को जिंदगी येशु देता है
सब गुनाहों को मिटा मसीहा देता है
ला इलाजों....
2. बांझ का भी घर बसा येसु देता है
डूबतो को आसरा मसीहा देता है
ला इलाजों....
3. मुफ्त मुक्ति शान्ति येसु देता है
आसुओं को फिर सुखा मसीहा देता है
ला इलाजों....
English Lyrics
La ilaajon ko shifa Masiha deta hai,
Besaharon ko utha Masiha deta hai.
La ilaajon ko shifa Masiha deta hai,
Besaharon ko utha Masiha deta hai.
Antara 1
Zindagi ko zindagi Yeshu deta hai,
Sab gunaahon ko mita Masiha deta hai.
La ilaajon ko shifa Masiha deta hai,
Besaharon ko utha Masiha deta hai.
Antara 2
Baanjh ka bhi ghar basa Yeshu deta hai,
Doobton ko aasra Masiha deta hai.
La ilaajon ko shifa Masiha deta hai,
Besaharon ko utha Masiha deta hai.
Antara 3
Muft mukti, shaanti Yeshu deta hai,
Aansuon ko phir sukha Masiha deta hai.
La ilaajon ko shifa Masiha deta hai,
Besaharon ko utha Masiha deta hai.
Hallelujah... Hallelujah...
Yeshu hi Masiha hai,
Yeshu hi Masiha hai.
