प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा - Prabhu Ki Aawaaj Sun Meri Aatma Lyrics
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा
पुकार ता तुझे बारम्बार - 2
छोड़ के तू बुराई का रास्ता
जोड़ ले तू प्रभु से रिश्ता - 2
प्रभु की आवाज….
जीवन तूने उससे है पाया
हाथ पाँव और सुन्दर काया – 2
जन-जन को हे तुम्हें सिखाना
प्रभु की दया, क्षमा और प्रेम अपार
दुनिया जहाँ को प्रभु ने बनाया
चाँद सितारों को उसीने सजाया – 2
कण-कण को है तुम्हें बचाना
प्रभु की दया, क्षमा और प्रेम अपार
Prabhu Ki Aawaaz Sun Meri Aatma,
Pukaarataa Tujhe Vaaranvaar
Chhod De Tu Buraai Ka Raastaa
Jod Le Tu Prabhu Se Rishtaa
Jeevan Tune Usse Hai Paayaa,
Haath Paanv Aur Sundar Kaayaa
Jan Jan Ko Hai Tumhen Sikhaanaa
Prabhu Ki Daya, Kshamaa Aur Prem Mahaan
Duniyaa Jahaan Ko Prabhu Ne Banaayaa,
Chaand Sitaaron Ko Usi Ne Sajaayaa
Kan Kan Ko Hai Tumhen Bachaanaa
Prabhu Ki Daya, Kshamaa Aur Prem Mahaan