सेनाओं का यहोवा हमारे संग संग है
याकुब का परमेश्वरहमारा ऊँचा गढ़ है
जिसने आकाश बनाया
जिसने पृथ्वी बनाई
जो सर्वशक्तिमान प्रभु है
वो यहोवा हमारे संग संग है
सेनाओं का यहोवा...
समुंदर को जिसने दोभागा,
जंगल में से मार्ग निकाला
जो वायदे को करता है पूरा
वो यहोवा हमारे संग संग है
सेनाओं का यहोवा...
लाजर को जिसनेजिलाया
जकई को जिसने बचाया
जिसके लिये सबकुछ संभव है
वो यहोवा हमारे संग संग है
सेनाओं का यहोवा...
Senaon ka Yahova hamare sang sang hai,
Yakub ka Parmeshwar hamara ooncha gadh hai.
Jisne aakash banaya,
Jisne prithvi banayi,
Jo sarvashaktiman Prabhu hai,
Vo Yahova hamare sang sang hai.
Senaon ka Yahova...
Samundar ko jisne do bhaaga,
Jangal mein se maarg nikala,
Jo vaayde ko karta hai poora,
Vo Yahova hamare sang sang hai.
Senaon ka Yahova...
Lazar ko jisne jilaya,
Kaiyon ko jisne bachaya,
Jiske liye sab kuch sambhav hai,
Vo Yahova hamare sang sang hai.
Senaon ka Yahova...
