बाग बाग मैं हो जाऊं सदा येशु के गुण गांऊ।
खुद को समझूं खुश किस्मत नयी रचना अब मैं कहलाऊँ।
ये सोच के सच्ची बड़ी खुशी होती है,
येशु मसीह मुझमें रहता है।
1) वो परमेश्वर ऐसा है जो सबको रोशन करता है,
ख़ुद के बेटे को देकर मुझसे मोहब्बत करता है।
*ना पग डिगे ना चोट लगे* , वो हर पल संग संग रहता है।
ये सोच के सच्ची बड़ी खुशी होती है....
2) मर के कोई नहीं जिया,सब मौत हवाले होते हैं।
एक येशु ही मौत पर, जीत हासिल करते हैं।
*बस जीवते येशु की महिमा करो*, दिल अब किसी से ना डरता है।
ये सोच के सच्ची बड़ी खुशी होती है...
3) जो माँगो उससे मिल जाता, देर वो ना करता है।
कुछ और नहि वो तुझसे बस पाक जीवन चाहता है ।
*मैं येशु का बस आशिक़ हूँ।* वो प्यार मुझसे करता है ।
ये सोच के सच्ची बड़ी खुशी होती है...
Bag Bag Main Ho Jaaun Sada Yeshu Ke Gun Gaun,
KhudBag Bag Main Ho Jaaun Sada Yeshu Ke Gun Gaun,
Khud Ko Samjhun Khushkismat Nayi Rachna Ab Main Kehlaaun.
Ye Soch Ke Sacchi Badi Khushi Hoti Hai,
Yeshu Masih Mujh Mein Rehta Hai.
-
Wo Parmeshwar Aisa Hai Jo Sabko Roshan Karta Hai,
Khud Ke Bete Ko Dekar Mujhse Mohabbat Karta Hai.
Na Pag Dige Na Chot Lage, Wo Har Pal Sang-Sang Rehta Hai.
Ye Soch Ke Sacchi Badi Khushi Hoti Hai... -
Mar Ke Koi Nahi Jiya, Sab Maut Hawale Hote Hain.
Ek Yeshu Hi Maut Par, Jeet Haasil Karte Hain.
Bas Jeevate Yeshu Ki Mahima Karo, Dil Ab Kisi Se Na Darta Hai.
Ye Soch Ke Sacchi Badi Khushi Hoti Hai... -
Jo Maango Usse Mil Jaata, Der Wo Na Karta Hai.
Kuch Aur Nahi Wo Tujhse Bas Paak Jeevan Chahta Hai.
Main Yeshu Ka Bas Aashiq Hoon. Wo Pyaar Mujhse Karta Hai.
Ye Soch Ke Sacchi Badi Khushi Hoti Hai...
Ko Samjhun Khushkismat Nayi Rachna Ab Main Kehlaaun.
Ye Soch Ke Sacchi Badi Khushi Hoti Hai,
Yeshu Masih Mujh Mein Rehta Hai.
1) Wo Parmeshwar Aisa Hai Jo Sabko Roshan Karta Hai,
Khud Ke Bete Ko Dekar Mujhse Mohabbat Karta Hai.
Na Pag Dige Na Chot Lage, Wo Har Pal Sang-Sang Rehta Hai.
Ye Soch Ke Sacchi Badi Khushi Hoti Hai...
2) Mar Ke Koi Nahi Jiya, Sab Maut Hawale Hote Hain.
Ek Yeshu Hi Maut Par, Jeet Haasil Karte Hain.
Bas Jeevate Yeshu Ki Mahima Karo, Dil Ab Kisi Se Na Darta Hai.
Ye Soch Ke Sacchi Badi Khushi Hoti Hai...
3) Jo Maango Usse Mil Jaata, Der Wo Na Karta Hai.
Kuch Aur Nahi Wo Tujhse Bas Paak Jeevan Chahta Hai.
Main Yeshu Ka Bas Aashiq Hoon. Wo Pyaar Mujhse Karta Hai.
Ye Soch Ke Sacchi Badi Khushi Hoti Hai...
