आत्मा की हवा यहाँ है
आत्मा की आवाज़ यहाँ है
कुछ होने पर है, नया होने पर है
अदभुत यहाँ होने पर है
कुछ नहीं था जब, सुनसान थी ये धरती
बेडौल अंधेरों में डूबी
वहाँ आ ठहरा, प्रभु का आत्मा
सुन्दर यह सृष्टि बन गई
टूटा हुआ जो वह फिर से बनाएगा
विलाप को तेरे वह हर्ष में बदलेगा
उदासी को वह तेरी आनन्द से भरेगा
🙏 English Lyrics 🙏
Aatma ki hawa yahan hai,
Aatma ki awaaz yahan hai.
Kuchh hone par hai,
Naya hone par hai,
Adbhut yahan hone par hai.
Kuchh nahin tha jab,
Sunsaan thi ye dharti,
Bedhaul andheron mein doobi.
Wahan aa thahra, Prabhu ka Aatma,
Sundar ye srishti ban gayi.
Toota hua jo hai,
Woh phir se banayega,
Vilaap ko tere
Woh harsh mein badlega.
Udaasi ko woh teri
Aanand se bharega.
Aatma ki hawa yahan hai,
Aatma ki awaaz yahan hai.
Kuchh hone par hai,
Naya hone par hai,
Adbhut yahan hone par hai.
Hallelujah... Hallelujah...
Pavitra Aatma yahan hai,
Prabhu ki mahima yahan hai.
