Mera ye jeevan Tere hanthon mein Prabhu
Saup diya hai maine poori tarah
Tu he chalaayega, is jeevan ko mere
Tujhpar he hai mera bharosa
Mera ye jeevan Tere hanthon mein Prabhu
Saup diya hai maine poori tarah
Tu he chalaayega, is jeevan ko mere
Tujhpar he hai mera bharosa
Ab na himmat harunga
Na he peeche mudunga
Kyunki Tu mere saath hai khada
Ab na himmat harunga
Na he peeche mudunga
Kyunki Tu mere saath hai khada
Chahe mai ghor andhakaar ki taraai se chalu
To bhi haani se nahi darunga
Chahe mere paav gar kabhi fisal bhi jaaye to Prabhu
Mere haath ko tu thaamega sada
Adhlok ke faatak mujhpar kabhi na
Prabal ho paayenge

To bhi haani se nahi darunga (haa)
Chahe mere paav gar kabhi fisal bhi jaaye to Prabhu
Mere haath ko tu thaamega sada